Shabdkosh®

Language Support Forums | भाषा सहयोग मंच

conversatio with student please translat in english

30 Jan 2015 22:48


30 Jan 2015 22:48
gugi
New Member
30 Jan 2015 22:48

1. Hello bacho kase ho
2. Aaj kya karna hain
3. Mane jo kam diya tha wo kiya hain aap ne
4. Mane jo kal aap ko pdhaya wo samaj main aaya, yaad hain
5. Jo abhi aap ko btaya samaj main aaya
6. Kisi ko na aaya ho.
7. Kisi ne kuch puchna to nahin hain
8. Aa gya samaj main
9. Nhin aaya . Ye aise nahin aise karte hain. Samjhe. Ab aaya?
10. Abhi bhi samaj main nahin aaya to dobara puch lo.
11. Khan par galat hain
12. Kar liya. Dikho . Aap ka glat hain. Bakiyon ka kya aa raha hain. Sabka yahi aa raha hain.
13. Chalo aage karte hain. Karin. Peche ka bhul to nahin jaoge.  Use Yaad rakhna. Tabhi samaj main aaye ga
14. Isse aage kal padege . Chuti kar lo.
15. Aaj maja aaya. Aaj kaya kaya sikha aap ne. Kon btyega.


31 Jan 2015 11:52
"Sakshi"
Moderator
31 Jan 2015 11:52
gugi - 30 Jan 2015 22:48

1. Hello bacho kase ho
—- Hello children, how are you?

2. Aaj kya karna hain
—What is to be done today?

3. Mane jo kam diya tha wo kiya hain aap ne
—Have you completed your home work what I had given you?

4. Mane jo kal aap ko pdhaya wo samaj main aaya, yaad hain
—Did you understand what I taught you yesterday?

5. Jo abhi aap ko btaya samaj main aaya
—Did you understand whatever I told you?

6. Kisi ko na aaya ho.
—If someone didn’t understand.

7. Kisi ne kuch puchna to nahin hain
—Does anyone want to ask something?

8. Aa gya samaj main
—Did you understand?
or
Is it clear?

9. Nhin aaya . Ye aise nahin aise karte hain. Samjhe. Ab aaya?
—Didn’t understand. This sum/question should be solved in this way. got it. Now is it clear?

10. Abhi bhi samaj main nahin aaya to dobara puch lo.
—You can ask me again if anyone still has a doubt.

11. Khan par galat hain
—Where is the mistake?

12. Kar liya. Dikho . Aap ka glat hain. Bakiyon ka kya aa raha hain. Sabka yahi aa raha hain.
—Have you done? show me. you are wrong. What is the answer of others working out? Have you worked out the same?

13. Chalo aage karte hain. Karin. Peche ka bhul to nahin jaoge.  Use Yaad rakhna. Tabhi samaj main aaye ga
—Let’s proceed. will you not forget the previous lesson? will you? You are to remember that otherwise you will not understand.

14. Isse aage kal padege . Chuti kar lo.
—We will read this tomorrow. The class is over.

15. Aaj maja aaya. Aaj kaya kaya sikha aap ne. Kon btyega.
—Did you enjoy the lesson? What new things have you learnt today? Who will tell?


01 Feb 2015 00:36
gugi
New Member
01 Feb 2015 00:36

Thanku so much…...